*بسم الله الرحمن الرحيم*
*Para #26*
*Lesson #3*
*Surah الفتح*
(18-27)
*Surah الحجرات*
(1-10)
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺
*Question #1*
*Ayat # 18* Kon si فتح ki baat ho rahi hai ? نیز isy بیعتِ رضوان kiun kaha jata hai ?
*Answer *
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2*
*Ayat 19, 20, 21* main ALLAH taala ki taraf se musalmanon ko ataa krda jin ganimaton ka zikr kia gya hai us ki mukhtasar si wazahat tafseer se krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #3*
*Ayat # 24-25*
Batne makkah بطن مکہ or ھدی se kia muraad he?
Ayat 24 main موجود hadees bayan krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4*
*Ayat # 26* کلمة تقوى se kia muraad hai ? Tafseer se wazahat krn.
*Answer* .
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #5*
*Ayat # 27*
NABI (SAW) ko kia khuwab dikhaya gya ?
Sulah hudaibiya صلح حدیبیہ aur فتح مکہ ky موقع par musalmano ki kia tadad batai gai hai ? Tafeer se wazahat krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6*
*Ayat # 29* main sahaba ki shan aur azmat main jo misal bayan ki gai hai tafseer se batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #7*
*Surah الحجرات Ayat # 1* main " ALLAH aur usky Rasool se agy na barho" Tafseer se iski wazahat krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #8*
*Ayat # 2*main Rasool SAW ki tazeem-o-takreem ky jo adaab bayan kiy gay hain Tafseer se bayan krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#9*
*Ayat # 6* Is ayat main ALLAH taala musalmano ko kia hukam de rahy hain? Ayat se jawab den.
*Answer* .
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #10*
*Ayat # 9* main مسلمانوں ky 2 گروہوں ky darmiyan sulah ka kia tareqa bataya ja rha hai ?Tafseer se bayan krn.
*Answer*
🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸
No comments:
Post a Comment