❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤
*Para #25*
*Lesson #1*
*Surah حم السجده*
(29-47)
*Surah الشورى*
(1-20)
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺
*Question #1*
*Ayat#47* main ALLAH Taala ki kon se sifat ka zikr kia ja raha hai or allah tala ka kona Naam Zehan mai ata hai? Tafseer se jawab den aur hadees bhi bayan krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2*
*Ayat#49* Insaan ky kin رويوں ka zikr hai ? Tafseer se jawab den.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*سوره الشوری*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #3*
*Ayat#3* Aap صلی اللہ علیہ وسلم par وحی ki kia کیفیت طاری hoti thi ? Is bary main tafseer main موجود hadees bhi batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4*
*Ayat# 8*
Main Allah tala ny sab ko aik umaat kiu nahi banaya. Tafseer parh k mukhtasar jawab dain?
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #5*
*Ayat # 10* main اختلاف se kia muraad hai ? Aur isy kesy khatam kia jaye ? Tafseer se batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6*
*Ayat #13* ALLAH taala kin logon ko apna برگزیدہ banata hai ? Aur kin ki taraf رہنمائی farmata hai ? Tafseer se batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#7*
*Ayat #15* mai islam ki Dawat(دعوت) ky kon se asool milty hain ? koi se 3 likhen ayat se.
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#8*
*Ayat #20* Jo shakhs Akhirat ki kheti chahta hai ALLAH taala usky sath kia krty hain or usky برعکس jo duniya ki kheti chahta hai usky sath kia mamla hota hai ?
*Answer* 1).
🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸
No comments:
Post a Comment