بسم الله الرحمن الرحيم
Para # 20
Lesson # 1
Surah Al-Namal
Ayaat . 60-93 +
Surah Al- Qasas
Ayaat. 1-13
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺
*Question#1*
Ayat # 76 mein yahood-o-nasaara k ikhtelaaf door krny ka Kiya hul bataya jaa raha hay? Ayat say jawab dein.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#2*
Ayat #79 mein mushkelaat say nikalnay ka Kiya hul bataya jaa raha hay? Ayat say jawab dein.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#3*
Ayat #80 ki tafseer se batain :
i). kaafiron ko kin say tashbeeh di jaa rahe hay?
ii). "سماع موتی" ka عقیدہ kia hai ?aur is silsily maintafseer maon موجود hadees bhi batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#4*
Ayat #82 mein دآبة الأرض ka zikar hay iska kharooj kb hoga? Tafseer say wazahat karein. Aur hadees bhi bayan krn.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#5*
Ayat # 87 "صور " se kia muraad hai ? Air kon log is din ki حقیقی aur bari گھبراہٹ se mehfooz rahen gay ? Tafseer se batain.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#6*
Ayat 91-92
i). " حرمت والا " se kia muraad hai ?
ii). Peighambaroon ko kon say 3 kaam krny ka hukam diya gaya?
Ayat say jawab dein.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#7*
Surah Al-Qa'sas ayat #3
QURAN k waqe'aat say kon say sabaq haasil krta hay? Ayat say bataen.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question#8*
Ayat #13 ki tafseer se batain.
i). Allah Rub-ul-Izzat nay Hazrat Moosa (A.S) ki waalda k sabar arr tawakkul ka Kiya ajar diya?
ii). Hamary liy is واقعہ main kia سبق hai ?
*Answer*
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺
No comments:
Post a Comment