Followers

Thursday, April 21, 2022

para 25 part 1

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤

*Para #25*

*Lesson #1*

*Surah حم السجده* 

(29-47)

*Surah الشورى* 

(1-20)


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺

            

*Question #1*

*Ayat#47* main ALLAH Taala ki kon se sifat ka zikr kia ja raha hai or allah tala ka kona Naam Zehan mai ata hai? Tafseer se jawab den aur hadees bhi bayan krn.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat#49* Insaan ky kin رويوں ka zikr hai ? Tafseer se jawab den.


*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*سوره الشوری*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat#3* Aap صلی اللہ علیہ وسلم  par وحی ki kia کیفیت طاری hoti thi ? Is bary main tafseer main موجود hadees bhi batain.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

*Ayat# 8*

Main Allah tala ny sab ko aik umaat kiu nahi banaya. Tafseer parh k mukhtasar jawab dain?

*Answer* 


 🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

*Ayat # 10* main اختلاف se kia muraad hai ? Aur isy kesy khatam kia jaye ? Tafseer se batain.


*Answer* 


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6*

*Ayat #13* ALLAH taala kin logon ko apna برگزیدہ banata hai ? Aur kin ki taraf رہنمائی farmata hai ? Tafseer se batain.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#7*

*Ayat #15* mai islam ki Dawat(دعوت) ky kon se asool milty hain ? koi se 3 likhen ayat se.


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#8*

*Ayat #20* Jo shakhs Akhirat ki kheti chahta hai ALLAH taala usky sath kia krty hain or usky برعکس  jo duniya ki kheti chahta hai usky sath kia mamla hota hai ? 


*Answer* 1). 


🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

para 24 part 4

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤


*Para #24*

*Lesson #4*

*Surah حم السجده*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

            

*Question #1*

*Ayat #7* " الزكوة " se yahan kiya muraad hai ? Tafseer se jawab dain.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat # 10* main " اربعة ايام " se muraad kon se din hain ? Tafseer se batain.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat# 20-23* say 

Kis baat ki wazeh daleel milti hay? Ayat se jawab den.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀


*Question #4*

*Ayat # 26* k motabiq kiya kaafiron ka yeh amal aaj hum mein mojood hay? Aap kia samajhty hain ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#5*

*Ayat # 30-31* Farishtay kin logon ko kon si  khushkhabri deity hain ? Tarjama arr tafseer say wazahat karein. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6*

*Ayat # 33-34*

" داعى إلى الله "

K kia osaaf hony chaheyen? Aur In ayaat say kia sabaq milta hay? 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#7*

*Ayat # 40 - 42* الحاد k maa'ni asaan alfaaz mein bataen. Neez Quran majeed k kia osaaf biyan kiye gaey hain? 

Tafseer say madad lein. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#8*

*Ayat # 46* Kia ALLAH taala ka Azab dena bandon par zulam hai ? Tafseer se wazahat krain.


*Answer*


🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺

para 24 part 3

 ❤ *بسم الله الرحمن الرحيم* ❤


*Para #24*فمن اظلم*

*Lesson #3*

*Surah مومن*

*Aayat #41 to 85*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺

            

*Question #1*

*Ayat #46* " اَلنَّارُ يُعْرَضُوْنَ عَلَيهَا غُدُوًّا وَّعَشِيًّا " 

Ayat kay is hissy ki wazahat krain aur tafseer main موجود dono احادیث bhi bayan krain.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat # 51* " Jab گواہی deny waly khary hon gay " tafseer se iski wazahat krn.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat # 55*

Nabi Akram S. A. W ko Allah  tala Kiya hukam day rahy hain ? Kiya Nabi Akram S. A. W say bhi gonah sarzad ho jaty thay? Tajama arr tafseer say jawab dein. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question #4*

*Ayat# 60* mein kon si qalbi ebadat ka zikar hay? 

Tafseer say wazahat karein arr hadees bhi bataen. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀


*Question #5*

*Ayat # 65* mein Touheed ki kon si اقسام aai hain ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6*

*Ayat # 78* kay tarjuma aur tafseer ko parh kay bataun :

i ). Quran Kareem mein kitny Anbiya arrانبیاء أور رسل k waqe'aat beyaan hoey ? 

ii ). Kiya mojaza پیغمبر ya ولی kay اختیار main hai ?

iii ). Is ayat main kis gumrah aur من گھڑت عقیدے ki نفی ki gai hai ?

*Answer*



🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

para 24 part 2

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤


*Para #24*

*Lesson #2*

*Surah مومن*Aayat #1 to 42*

🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺

            

*Question #1*

Surah momin ky aur kia kia naam aye hain ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat # 7 - 8* ky tarjuma aur tafseer se batain :

i ).  Arsh عرش uthanay walay farishton ki ta'daad تعداد kitni hay ? Arr In k Kiya kaam hain? 

ii ). Farishtay ahl-e-emaan walon k liye Kiya dua krty Hain? 


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat#9*   "السيئات"

Arr "فوزالعظيم" ki wazahat tafseer say krain.

*Answer* 


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

*Ayat # 11*

"Do bar maarna arr Do bar Zinda krna " iski wazahat tafseer say karein. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

*Surah momin Ayat # 19* " وَمَا تُخْفِى الصّدُوْر " tafseer se is ayat ki wazahat krain.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#6*

*Surah momin Ayat # 23* " بِايتِنَا "  arr " وَسُلْطنٍ  " مُّبِيْن  say kiya murad hay? Tafseer say wazahat karein. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7*

*Ayat # 32* " يَومَ التَّنَاد " kay kia معنی hain ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#8*

*Ayat # 40* Aik momin ki zindagi main ایمان aur اعمال صالح ki kiya اہمیت batai ja rahi hai ? Tafseer se jawab den.

*Answer*


🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

para 24 part 1

 *بسم الله الرحمن الرحيم*

 

*Para#24*


*Surah Alzumr*

*Ayat32 to 78*

*Lesson#1*

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺

*Question #1*

 *Aayat #32* Sachy deen mai kia kia batain shamil hain? tafseer Sy wazahat karain

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2* 

*Aayat # 34* main "محسنین" ka kia مفہوم  bayan kia gya hai ? Tafseer main موجود hadees bhi bayan krn.

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀                           *Question#3*

kia neend k waqt Rooh qabz ki jati hai?is ki dalil kis Ayat mai milti hai ?or isy kia kaha jata hai? tafseer sy wazahat karain

*Answer* 


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

*Aayat # 45* ki tafseer main aaj ky " منحرفین " ka kia haal bataya ja raha hai ?

*Answer* :


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question#5* 

*Aayat # 53* 

 *لا تقنطو من رحمة الله* 

 ki wizahat tafseer se Karen aur is ayat ka  شانِ نزول bhi bayan krn.

*Answer* 


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question# 6*

 *Ayat # 56* جنب الله se kya murad hy tafseer se wizahat karen ?

*Answer* 


  🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question # 7*

*Ayat #67* me kis bat ki daleel milti hy? Tafseer se wizahat karen?

*Answer*- 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #8*

*Ayat # 68  69*

“الامن شاء الله "

 me kon shamil hain ? Or zameen kis k noor se roshan hogi? Tafseer sy wazahat karain

*Answer* 


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#9*

*Aayat # 71 - 73* ki tafseer se batain ?

i ). Kafiron ko kis shakal main aur kis tarah جہنم ki taraf laya jaye ga ?

ii ). Ahl-e-Iman o taqwa kis ترتیب  se jannat main dakhil kiye jain gy ?

iii ). Jannat ky kitny darwazy hain ?


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀


🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌹

para 23 part 4

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤

*Para #23*

*Lesson #4*

*Surah ص*

*Surah الزمر*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

            *Surah ص*

*Question #1*

*Ayat # 62* " الاِشْرَار " se kiya muraad hai ? Tafseer se jawab den.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat #65-66* mein tawheed ki kon si qisam hay? 


*Answer*



🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat # 72* Hazrat Adam A. S. Ko sajda krna Kia kehlaata hay?  Tafseer main موجود hadees bhi bayan krn.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

*Ayat # 86* ki tafseer se batain : 

i ). Kisi baat ky bary main ilm na hony par kia khna chahiye ?

ii ). Islaam ne kis kisam ky تکلف se منع kiya aur kis tarahky ma'amlaat  اختیار karny ki ترغیب di hai ? hadees bhi bayan krn.


*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Surah Al-Zumar*

*Question #5*

*Ayat # 2 -3* ki tafseer se batain :

i ). Haq k sath nazil karny se kiya muraad hai ?

ii ). الدِّين ، Ikhlaas aur niyyat ky kia معنی bataye gay hain ?

iii ). ALLAH taala kin logon ko راہِ ہدایت nahi dikhata ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#6*

*Ayat # 6* Rehm-e-maadar mein mukhtalif adwaar k naam bataen ? Arr kin 3 andheroon ki baat hoe? Tafseer say dekh kr bataen. 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #7*

*Ayat # 9* ki tafseer se " خوف و رجا " ky bary main jo hadees aai hai wo bayan krn.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question#8*

*Ayat # 10* ki tafseer se batain :

i ).  " ALLAH ki zameen bhut کشادہ hai " wazahat krn.

ii ). Kia aaj ky musalman ka طرزِ عمل is ayat ky مطابق hai ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #9*

*Ayat #23* ki tafseer se batain : 

i ). "احسن الحدیث "  se kia muraad hai ?

ii ). اولیآء الله ki kia sifaat batai gai hain ?

iii ). اہلِ ایمان aur اہلِ بدعت ky "سماع " main kiya farq hai ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #10*

Wafat - un-Nabi ka اثبات kis ayat se milta hai aur yh ayat kis عقیدے ki نفی karti hai ?

*Answer*


🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺

para 23 part 3

 ❤بسم الله الرحمن الرحيم ❤

*Para #23*

*Lesson #3*

*Surah ص*

*Aayaat 1-54*


🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸


*Question #1*

*Ayat 1 -2* ki tafseer se batain :

i ). " ذِى الّذِكر " ky kia معنی hain ? Quraan se kon log nasehat hasil krty hain ? Aur kin logon ko is کتاب se faida nhi phunch raha ?

ii ). *Ayat 9*

 " اَمْ عِنْدَهم خَزَآئِنُ رَحْمَةِ رَبِكَ العَزِيزِالوَهَّاب " 

is ayat ki wazahat tafseer se krn.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #2*

*Ayat #12* 

Fir'oun فرعون ko meikhon

میخوں

wala kiyoun kaha gaya hay? 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #3*

*Ayat 17* ki tafseer main حضرت داود علیہ السلام kyمطلق hadees bayan krn ?

*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #4*

*Ayat 24* Insaan ki kis اخلاقی کوتاہی ka zikar kia gya hai ? Aur is se kon log mehfooz hain ?tafseer se jawab den.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #5*

*Ayat 27* "..... Asmaan aur zameen ki cheezon ko Na-haq paida nahi kiya...." is ayat ki wazahat tafseer se krn.

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question #6*

*Ayat # 31-33* ki tafseer se batain : 

 i ) Hazrat Suleman A. S. K ghoroon گھوڑوں ki kiya خصوصیات biyan ki gae hain ? 

ii ).Kis کوتاہی ki bina par Hazrat Suleman A. S. nay ghorro'n  گھوڑوں ko qatal kiya ?

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀


*Question#7*

*Ayat # 41-42* Hazrat Ayoub A. S. nay apnay Rub ko kin alfaaz mein pokaara. Neez Allah nay Inko kesy شفا ataa farmai? 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question #8*

*Ayat # 44* Hazrat Ayoub A. S. nay kis baat ki qasam khaae the aur Allah nay iska kaffara کفارہ kesy adaa krny ka kaha? 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀


🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺