❤بسم الله الرحمن الرحيم.❤
*Para#22*
Lesson#1
*Surah Al-Ahzaab*
*Question #1*
Ayat #32-34 mein Nabi Kareem (S.A.W) ki azwaaj ko kon kon say takeedi ahkaam diye gaey thay? Ayat say jawab dein.
*Answer*
*Question #2*
Ayat #33.
Aurat ghar say kis tarah niklay? Tafseer say jawab dein.
*Answer*
*Question #3*
Ayat #33
Aaj kul auraten kis tarah تبرج karti hain? Ghor kr k jawab dein.
*Answer*
*Question #4*
Ayat #35
mein emaan walon ki bohot si khasoosiyat batae gae hain. Koe si 5 likhen.
*Answer*
*Question #5*
Ayat # 36 - 39 mein jihalut ki kis rasam ki nafi ki gae hay ?Tafseer say jawab dein.
*Answer*
*Question #6*
Ayat #53 mein da'wat mein janay k Kiya adaab bataey jaa rahay hain? Ayat say jawab dein.
*Answer*
*Question #7*
Ayat # 56 kiya dosry تشہد main sirf التحیات parhni hai ya درود bhi parhna hai ?
*Answer*
*Question#8*
Ayat# 59 mein جلباب say Kiya murad hay? Mayat 55 se batain kin ky samny جلباب ky بغیر ja sakty hain ? Tafseer say jawab dein.
*Answer*