Followers

Saturday, January 30, 2021

para 17 part 2

 بسم الله الرحمن الرحيم

 *اقترب للناس*

*Para#17*

Part #2    

 *Surah*. Al-Ambiya(47-112)

🌺🌸🌺🌹🌺🌸🌹

*Question1*

Ayat 47.sy Kis Bat ki Daleel mallti hai Ayat ir tafseer sy jawab dain

*Answers*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question 2* Ayat 72 mein نافلة  say Kiya  murad hay?tafseer  say bataen. 

*Answer*. نافلة

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question3*.

Ayat 73 mein Hazrat    Loot aor Hazrat  Ibrahim  (A.S).logoon  ko kin baton ka hukam dety

Or aapas mai dono ka kia Rishta tha?

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question.4* Ayat( 79-80)

Allah nay Hazrat Suleman(A.S) ko kin neimatoon say nawaza tha? Ayat say.

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question5*

ayat 85 *ذوالکفل* kon thy Tafseer sy batain?? 

*Answer*


🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question6*

Kis ayat mein  Hazrat  Younas (A.S) ki dua ka zikar hay ? Ayat say bataen.arr is dua k ta'Alluq say tafseer mein i hadees likhen. 


*Answer* Ayat #

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 


*Question7*

Ayat 89 say Hazrat Zakriya (A S) ki dua  yaad kar k sunain

*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question8*

Ayat 90 mein dua  ki qabooliyat k liye kin 3 cheezon ka hona zaroori hay?  (Ayat say)

Answer. 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question9*

Ayat 104. Qeyamat k din asmaan kis shakal ka hoga? ayat say bataen 

*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 

*Question10*

Ayat 107-108."Aap ko       رحمت اللعالمين bana kr  bheija gaya hay ".iss say Kiya murad hay? Arr asal rehmat kesy haasil hogi?

 *Answer*

 

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺

para 17 part 1

 بسم الله الرحمن الرحيم 

🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌹

    *Para 17*

     *اِقْتَرب لِلنَاسْ*

     Part   01

*Sarah Al-Ambiya*

🌺🌸🌺 🌸🌺🌸🌺


*Question1*  

Ayat 1 meinحسابهم say Kiya murad hay?

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 


*Quration 2* Ayat 1-5 mein qeyamat say munh pheirnay walon ki kiya sefaat batae jaa rhe hain?

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 


*Question3*

Ayat 19-20 mein farishtoon ki kia sefaat beyan ki gai. ( Ayat say)


*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

 

*Question 4*-Ayat 26 27 mai mushrakin ki kis baat ka Rad kia gaya hai? Tafseer sy


*Answer*.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 


*Question5* Ayat 27sy 29 mein  farishtoon  k baaray mein kiya  baat maloom hoti hay? 

*Answer*.

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

 

*Question6* Ayat 32 mein asmaan ko mehfooz چھت (roof) Kaha gaya hay. Is say  Kiya  murad hay? Tafseer say bataen. 

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀 


*Question 7* Aayat 30sy35tiheed ki kon c Qisam ka zikar hai?

*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀


*Question8*(Ayat 37 insan ki kia Siftصفت batai gai?? (Ayat  say) 

*Answer*  


Tuesday, December 29, 2020

para 16 part 4

*بسم اللہ الرحمن الرحیم*


🌹🌺🌹🌺🌹

*Para 16  *قال الم*

          *part  04*


*Ayat 74- 135*


 

*Question 1* Ayat 76 جنت عدن kis ki jaza hai?Tafseer se

*Answer*:



*Question2* Aayat# 81 *تطغوا* ka kia malab hai Tafseer sy wazahat karain 

*Answer* :



*Question3* :Ayat96 to 98 *Asar Rasool* sy kia murad hai.??Naiz Samreeسامری ko kia saza mili?? Tafseer sy dekh k batain

*Answer:*



*Question4*

Ayat 100 jo shakhs iman na lai us ka qiyamat k din kia haal hoga? Ayat aur Tafseer se jawab dein

*Answer*



 *Question 5*: Ayat109. 110 Har koi Sifarishسفارش karny ka Mustahiq kiu nahi? Tafseer goor sy parh k jawab dain

*Answer* --



*Question6*: Ayat no 123 jo hidayat ki پیروی kare use kaun se do faiday hoon ge?Ayat se jawab dein

*Answer* 



*Question7*: Ayat 130 mushkilat main kaisa رویہ apnana chahye?Ayat se

*Answer*



*Question8*. Ayat131.132 mai Nabi akram ko kia takeed or hukam deya gaya? Tarjma sy jawab



para 16 par 3

 *بسم اللہ الرحمن الرحیم*



          *Para 16*

          *قال الم*

          *part  03 *

Surah Taha 1-73* 


 

*Question1* Ayat 5 Allah Subhan Tala kahan hain?tarjuma or Tafseer sy wazahat karin

*Answer*:



*Question2* Ayat 14 ibadaat k bad dobara Namaz ka hukam kiun diya gaya??Tafseer sy dekh k Wazahat karain? 

*Answer* :



*Question3* Ayat 18 main musa علیہ السلام ne apniعصاk kia faide batai ?  Ayat se jawab dein

*Answer*


        

*Question4* : Ayat no24 Firuan فرعون ny kia Sarkashi سرکشیki thi?? 25-32 Musaعلیہ السلام ne Allah se kia dua ki?Ayat or Tafseer sy jawab dein 

*Answer* 



*Question5* :Ayat37

38 mai Allah tala Mosa A.S. Ko konsa Aehsan yad dila rahy hain? Tafseer sy

Answer


*Question 6* Ayat44 Daai *داعی* k liy kia hukam diya ja raha hai?? Tafseer sy dekh k batain

*Answer*



*Question7* Ayat 50 -52-53 main Musa  علیہ السلام ne firoon ke samnay apnay Raab ka taruf kaise karwaya  ?Ayat  se

 *Answer* 



*Question 8*  Ayat 69 main jadugar ki kia haqeeqat batai ja rahi hai  ? Ayat  se  

*Answer*  



para 16 part 2

 *بسم اللہ الرحمن الرحیم*



          *Para 16*

*قال الم*

          *part 02 *

Surah  mariyam 22-98* 


 

*Question1* Aayat #30sy34 Issa علیہ السلام kin Siffat k Hamil hain

*Answer*:


*Question 2* Ayat no 34sy37 main یہودیوں aur  عیسائیوں ka kia ikhtelaf tha Issa a s k bary mai or Allah tala k bary mai kia ghalat Aqida tha? 

Tfaseer sy jawab dain



*Question 3* Ayat 39 *یوم حسرة* se kia murad hai ?is rooz loogon ko kin baton par hasrat hogi?  Tafseer se jawab dein

*Answer*


*Question 4* ayat #39mai maut k bary mai kia *Hadees* aai hai? Tafseer sy jawab dain

*Answer*


 *Question 5*: Ayat no 42 main Ibrahim علیہ السلام ne apnay walid ko بت پرستی   ki تردید main kia daleel di? Ayat se jawab dein

*Answer* --

 

        

*Question6*:* Ayat 54-55 main Ismail علیہ السلام ki kaun se khoobian biyan ki gai hain ?Ayat  se jawab

 *Answer* 




*Question7**  Ayat57 *ورفعنه مكاناعليا* Sy kia murad hai or ye konsy Nabi k bary mai hai? Tafseer sy jawab dain? 



*Question 8*: Ayat 59 main namaz ko zaya karne se kia murad hai?Tafseer se

*Answer*



*Question9* Ayat 64 ka *Shan. E. Nazol* tafseer dekh k beyan karain?

*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

*Question 10* Ayat87 mai Qiyamat mai Shafaat ki ijazat kin logon ko hogi. Tafseer sy jawab dain



para 16 part 1

 *بسم اللہ الرحمن الرحیم*



          *Para 16*

       *قال الم*

          *part  1* 


*Surah kahf 76-110 and surah Mariyam 1-21 * 


 

*Question 1* Ayat no 77  main mehmaan nawazi see inkar karne ki صفت kin loogon ki batai ja rahi hai aur mehmaan nawazi ke mutaliq tafseer main jo hadees biyan ki gai hai woh likhain  ? Tafseer see jawab dein

*Answer*:



*Question2* Aayat No 84 main  (سببا) see kia murad hai ? Tafseer see jawab dein

*Answer* 



*Question 3* Ayat no 94 to 98 main یاجوج ماجوج  kon thy or wo kb kesy bahir aen gy ? hadees likhain? Tarjuma our Tafseer complete parhen..

*Answer*:



*Question 4* Ayat 104  khasara  خساره mai kon loog hain

Ayat or tafseer sy jawab dein

*Answer*



 *Question 5*: *: Ayat no 109 main Allah tala ki tareef kin Alfaz main ki gai hai?Kalamat sy kia murad hai?? Tafseet or Ayat se jawab dein

*Answer* 

 


*Question6* Rasool صلى اللہ علیہ و سلم   ek bashar hain Yeh daleel kis ayat main hai?Ayat number likhein

 *Answer* 


 *Surah Mariyam* 


*Question7*: Ayat no 1to 8 zikiriya علیہ السلام ke waqia se hm ne kia seekha 3 point btaen .

*Answer*  



*Question 8*: Ayat 12-14  yahyah علیہ السلام ki sifat biyan karein?Aayat se

*Answer*



*Question9*:Ayat no17 main* روحناsey kon murad hai

Tafseer sy jawab dain

*Answer*---



*Question10* Ayat #21 ki Tafseer sy batain k insani Takhliq ki kitni Sortain beyan ki gai? 



Friday, December 4, 2020

para 15 part 4

 *بسم اللہ الرحمن الرحیم*


 🌹🌺🌹🌺🌹🌺

 Para 15* *سبحن الذى 

Part 04

 *Surah Al Kahf 31 to 74* 


 

*Question 1*: Ayat no.35 , 36 main is shakhs ny apni jan par zulam kesa kia ? tafseer se wazahat krn.

*Answer*:



*Question2* : Ayat no 39 main Hamain kia tareqa sikhaya ja raha hai ? Tafseer se hadees bhi likhen.

*Answer* :



*Question 3*  Ayat no 45 ki wazahat tafseer dekh kar krn.

*Answer*:



*Question 4*: Ayat no 46 باقیات الصالحات sy murd kia hai?.

*Answer*



 *Question 5*: Ayat no 47 (hum paharon ko chalain gy) "tafseer se wazahat krn. Mazeed yh موضوع kon kon se surah main bhi aya hai??Naam likhain ay

*Answer* --


        

*Question6*: Ayat no 50 kia iblees ابلیس farishta tha ? Wazahat krn tarjuma aur tafseer dekh kar.

*Answer* 


 

*Question7*: Ayat 54. Quraan main misalen deny ka kia tareqa apnaya gya hai ? نیز yahan insaan ki kis sift ki baat ho rhi hai ? Tafseer se jawab den.

 *Answer* 



*Question8* Ayat no 58 ALLAH subhan taala gunnah par foran گرفت kiun nhi krty ? Tafseer se wazahat krn.

*Answer*  



*Question 9* Ayat no*60 se 64* mosa علیه السلام ko safar ki zarorat kiun pesh ai ? Tafseer dekh kar wazahat krn. 

 *Answer*



*Question 10* Ayat no 65 رحمه ky yahan kia معنی hain ? Tafseer se dekh kr batain.

*Answer*----