Followers

Friday, June 12, 2020

Questions from para 1 part 3

❤بسم الله الرحمن الرحيم     ❤                                                       
            Questionso para 1 part 3   

 🎀
         📚 *1st  para* 📚

           15Octuber 2019
نصف سے ثلثہ

*Lesson #3*

*Surah baqarah(79- 109)*

🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1(Aayat 79)*
Jahanum ki wadi ka kya naam hy tafseer say btaein.
*Answer*
        
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2*
  Aayit 83 mei kin 3 arkaan e islaam ارکان اسلامka zikar hy aayit say btaein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 3* 
*Aayit 88* mei ملعون honey ki kiya alamaat bayaan ki gai haen tafseer say wazahat karein

*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4(Aayit 90)*
Bani israeil ny kis bina per Muhammad (S A W)ki نبو ت ka inkar kiya tafseer say btaein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #5*
*Aayut 93* mean kufr o inkarکفر انکار ki intiha ki kya wajha bayaan ki gai hy tafseer say jawab dayein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6(Aayut 95)*
Yahoodi مو ت ki تمنا  qu nhi karein gay tafseer say btaein
*Answer*
  
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #7(Aayit 98)*
Allah taala kin logoun k dushman hain? tafseer say dekh k مختصر btaein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #8(Aaut 102)*
Haroout or Maroout kon thy or Allah taala ny inhein zameein per qu outara? tafseer say btaein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 9(Aayit 102)*
Kya jadoo sekhna or iss per amal karna جائزhy tafseer say Wazahat karein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 10*
*Aayit 104* mean Allah taala Emaan walon ko kya hukum day rahy haen aayit say jawab dayein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

Questions para 1 part 3


para 1 part 2

❤بسم الله الرحمن الرحيم     ❤                                                       
••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○          Questionso para 1 part 2      
   🎀
          📚 1st  para 📚

                      *ربع سے نصف*    

*Lesson #2*

*Surah baqarah* (47 - 78 )
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸

*Question #1(Aayit 47)*
    Kya Qayamut k din koi kisi k kam aay ga? Tafseer say btaein
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2(Aayit 47)*
Rasool Allah (S.A.W) ki shafat say kon log mahroom rahein gay.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 3(aayit 51)*
Jub insan ka Emaan kamzor hota hy to ous say kya gunnah sarzad hoty haen tafseer parh k apny alfaz mean bayan karen.
*Answer* 
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4*
*Aayit(55)*
Moosa (A.S)say oun ki qoum k afrad ny kya mutaliba kiya? Or iss pr unhain kya saza di gai tafseer say btaein
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #5*
*Aayit 57* ki tafseer say btaein k qoum e mossa per kya kya innamat utary gaay.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6*
*(Aayit 58 59)*
Qoum e moosa ko Allah taala ka shukar ada na karny pr kya saza di gai tafseer say Wazahat  karein .
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #7(Aayit  61)*
Allah taala ny qoum e moosa pr ذلت maskinat مسکینیor gazab nazil kiya iss ki kya wajha thi.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #8(Aayut 65)*
Aik Qoum ko بندر bana diya gaya qu? Tafseer say wazahut karein.
*Answer*
🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 9(Aayut 74)*
Dilloun ka sakhat ho jana kis cheeiz ki alamat hy tafseer say wazahat karein.
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 10*
*Aayit 75* mean yahoud k aik gunnah ka zikar hy kya ummat e Muhammadia  bhi iss k murtakib ho rahy haen? Tafseer say wazaht karain
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀

Questionso para 1 part 2


para1 part 1

❤بسم الله الرحمن الرحيم     ❤                                                       
••• رب اشرح لى صدرى○ويسرلى امرى○واحلل عقدة من لسانى○يفقهوا قولى•••                 
            Question  Para 1 part 1    
          🎀 TADABBAR UL QURAN 🎀
         📚 *1st  para* 📚

     

*Lesson #1*

*Surah fatiha*
*Surah baqarah* (1- 46)

*Neechy diye gay sawalaat ky jawab tafseer se den*

          *Surah الفاتحة*
🌺🌸🌺🌸🌺🌸🌺🌸
*Question #1*
Ahadees main is surah ky aur kon se naam aye hain?
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #2*
Namaz main surah الفاتحة parhny ki ehmiyat par jo hadees bayan ki gai hai wo batain.
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 3* 
"ALHAMDULILAH" aik kalma e shukar hai. Is kalmy ki fazilat main hadees bayan krn.
*Answer* 

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #4*
Surah fatiha k aakhir mean (aameen ) kahny ki kya fazelat hy tafseer say wazahut karein 
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
           *Surah البقرة*

*Question #5*
Hadees main surah البقرة ki kia fazilat bayan ki gai hain ?
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #6*
(Ayat 3 - 4) main متقیوں Ki kia sifaat bayan ki gai hain ? (Ayat se jawab den )
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #7*
(Ayat 10 ) munafqeen ki kia nishaniyaan batai gai hain aur har دور main munafqeen ka kia kirdaar raha hai ? Tafseer se jawab den.
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question #8*
(Ayat 24) جھنم ka ایندھن kon log hon gy ? Ayat aur tafseer se batain.
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 9*
Aayat (34)
Kya iblees farishton mean say tha?? Kis cheiz ny ousy sajda karny say roka ? Tafseer say btaein
*Answer*

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
*Question # 10*
Aayat (45)
Kon say 2 hathyar haen jin say Allah ki madad talub krny ko kaha ja raha hy?
*Answer*

Questionso Para 1 part 1

🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀🎀
🎊🌺🎊🌺🎊🌺🎊🌺


para 9 part 4

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺
*بسم اللہ الرحمن الرحیم*

 *Para 9*
*SURAH Anfal*
 *Ayat No 1 to 40* 

      *Lesson 4*

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌺

*Question 1* :Ayat No. 1 Anfal se kia murad hai? tafseer se jawab dein?

*Answer*

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
 *Question 2* : Ayat No 2-3 main haqeeqi momin ki kia siffat batai gai hai ??
*Answer* ---

 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 3* :Ayat 9 to 17  main kis غزوہ ka zikr ho raha hai?Allah taala k Musalmanoun  par kiay gaay koi 2 انعامات ka zikr karein ?
*Answer* 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 4* : Ayat no. 24 ki tafseer main maujood hadees bayan krn aur dono duain bhi sunain.
*Answer*---

 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 5* : Ayat 27 main ALLAH aur us k RASOOL ke saath khiyanat خیانت krne se kia muraad hai?  Tafseer se jawab dein aur hadees bhi bayan krn.
*Answer*---

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 6* Ayat no. 28 main maal o aulad insaan k liy kis tarah azmaish banty hain?Tafseer say jawab dayein?
*Answer* ---  

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 7* Ayat no. 33 kisi qoum par in k gunahoon ke bawajood azab keun nahi ata? Ayat se jawab dein 
*Answer*-----

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 8* Ayat no. 35 " إِلاَّ مُكَآءً وَ تَصدِيَةً " tafseer se is ayat ki wazahat krn.
*Answer*----

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺

para 9 part 3

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺
بسم اللہ الرحمن الرحیم
 *Para 9* 
*SURAH Aaraf*
*Aayat No 164 to 206*

      *Lesson 3*

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌺

*Question 1* :Ayat no. 170 Allah Taala kin loogon  ka ajar zaya nahi karta? Tafseer sy jawab den??.
 *Answer*--

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 2* Ayat no. 172 main عہد الست kis sy liya gya aur kiun liya gya ?? Tafseer main maujood dono ahadees bhi batain.
*Answer* ---

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 3* Ayat No 176 main ALLAH ki ayat ka ilm ane k baad is ko jhutlane Walon ko kis sy تشبیہ  di gai hai ?
 *Answer* 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 4* Ayat no. 180 ALLAH ke namon ke saath الحاد ki do misalein likhein?
*Answer*
 
🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 5* : Ayat no.187 Qiyama ko  الساعة kiun kaha gia hai?  Tafseer se jawab dein
*Answer*----

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 6* :Ayat no 189 -190 in ayaat main Allah insan k kis رویے ka zikr kar rahe hain?
*Answer* ---  

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 7* Ayat no. 199 loogon se mamlat karte hue kin  batoun ka khayal rakhna chahye?  
*Answer*----- 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 8* Ayat 200
 main شیطانی وسوسوں se bachne ke like kia karna chahye? Aur kia parhna chaheay?
 
*Answer*:

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 9* :Ayat no. 204 mein Quran parhtay waqt kin baton ka khayal rakhnay ka hukam diya gaya hay?
*Answer*---


🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

*Question 10* :Ayat no. 206 mein Allah Ta'alaa ka zikar krnay ka kia tareeqa bataya gaya hay?

*Answer*---


💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺

Questions from para 9 part 2

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺
*بسم اللہ الرحمن الرحیم*

 *Para 9* *قال الملا* 
*SURAH Aaraf*
 *Aayat No 138 to 162*

      *Lesson 2*

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌺
*Question1* :Ayat no 138 main بنی اسرائیل ko jahil kiun kaha ja raha hai?Tafseer sy dekh kar batain??.

 *Answer*--

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 2*Aayat no. 142 main Musa (AS) ne koh e Toor (کوہِ طور) par jane se pehlay Haroon (AS) ko kia naseehat ki ?

*Answer*-

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 3* Aayat No 148 mai بنی اسرائیل ky kis shakhs ny Sony ka bachra banaya uska naam bataein?

 *Answer*

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question4*:ayat 153 Gunah karny k bad toba karny walon k liy kia khosh khabri hai??
*Answer*: 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
 *Question 5* Aayat No 155 mai Koh-e-toor par Mosa a s k sath kitny Aadmi gae or wahan kia hoa?? 

*Answer* --- 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question6* : Ayat No. 156" وَرحمتىِ وَسِعَت كُلَّ شئٍ " se ayat ke is hissy ki wazahat krn aur hadees bhi bayan krn.

*Answer*---

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question7* :Ayat No. 157 main aik Nabi ki kia sifaat hain ?

*Answer* ....

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question8*  :Ayat No. 160 main " أسْبَاطاً " se kia muraad hai  ? Tafseer se jawab den. 

*Answer* ....

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question9* Ayat no. 161 main خطائیں  maaf karny k liye kia kia Sharaet (شرائط)batai gai  ?? Ayat se jawab den.

*Answer*

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺

Para 9 part 1

  • 💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺
*بسم اللہ الرحمن الرحیم*

 *Para 9* *قال الملا* 
*SURAH Aaraf*
 *Aayat No 88 to 137*

      *Lesson 1*

🌺🌹🌺🌹🌺🌹🌺🌺
*Question1* :Ayat no 91 ki tafseer se bataye keh Shoaib (AS)  ki qoum par kaun sa azab aya tha? 

 *Answer*

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 2*Aayat no. 94 main "بالبأسآءِ" aur "وَالضّرآءِ "ki wazahat tafseer se krn ?

*Answer* -----

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question 3* Aayat No 96 kaun se siffit duniya main bhi nematoon ka sabab banti hain ?Ayat  sy dekh kar jawab dein

 *Answer* 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
 *Question 4* Aayat No 102 Fasiq ka kaisa rawaiyya (رویہ) hota hai?

*Answer* --- 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question5* Ayat No. 121 main kaun se baat wazeh ho gai ? aur humy is se kya sabaq milta hai ?

*Answer:

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question6* : Ayat No 126 : jadugaroon(جادوگروں) ne kia dua ki?yaad kijye aur sunaye.

*Answer*----

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question7* :Aayat no 128 deen ke rah main mushkilat ane par kaun se do kaam karne chahyein?Ayat se jawab dein

*Answer* ---  

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question8*  Ale firoun (آل فرعون )  par kaun kaun se azab aye ? Ayat 130 aur 133 ki tafseer se jawab dein.

*Answer*-----

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question9*  Ayat 131 main " الحَسنة " aur "  ٌسَيِّئة " ki wazahat tafseer se krn.

*Answer*----- 

🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
*Question10*  Ayat 137 main ALLAH taala ne بنی اسرائیل ko kis سر زمین per غلبہ ataa farmaya ? Aur ye zameen kin نعمتوں se mala maal thi tafseet se jawab den.

*Answer*----- 

💞🌺💞🌺💞🌺💞🌺